How to Fill a Character with Text in Adobe Illustrator


How to Fill a Character with Text in Adobe IllustratorLearn How to Fill a Character with Text In Illustrator. In this Video I Discuss about Fill a Character with Text. Watch this Video for learn How to Fill a Character with Text.

Friend jesa ke ap log mere post dhek rahay hai ke mene Alphabets ke ander text type keya huwaa hai tuap log bhi es taraha bana sakty hai bhot asan tariqa hai. wo tariqa mein ap ko es video me bata raha ho aur articls ki madad sey bhi.tu illustrator ko open karne ke bd ap ko type tool lena hai aur apny artboard per koe bhi alphabet type kar leya hai aur us ka font ap ko bold rakhana hai aur size apni marzi ka rakh sakty hai us ke bd ap ko alphabet ko select kar ke uper ap ko object per ana hai waha ap ko expand ki option mily gi us per click kar dena han phir Expand ki properties khol jaye gi us me ap ko object aur fill dono ko on karna han aur ok kar dena hai. dubara ap ko object per ana hui tu sub sey nichy ap ko compound path ki option mily gi us me ak option make aur 2nd option ap ko release ki mily gi ap ko release ki option per click kar dena han.us ke bd ap ko dubara text tool lena hai aur alphabet ki outline per text tool ko ley kar ana han aur click kar dena hai tu ap ke pass typing ki option aa jye gi tu ap kuch bhi yaha type kar leye asani sey type ho jye ga.tu es taraha ap kesi aur alphabet me english type kar sakty hai. ummed karta ho ap ko alphabet me english type karna aa gye ho gi agar video pasand ai ho tu video ko like,zaror karna aur shares,lazmi karna taky aur bhi log es video ko dhek kar fida hasil kar saky.Thank you All Friends.
Subscribe my Youtube Channel and press the bell icon and Share my website.

Post a Comment

0 Comments